Dil me bahut sawaal hai...
Sawaal bhi ussi se hai...
Or jawab bhi ussi...
Kyu hota hai asa..
Jisse hum chahte hai...
Kyu wah hme nahi chahta...
Jisse hum dundte hain...
Kyu wah hme nhi dundta....
Jisse hum baat krna chahte ....
Kyu wah hmse baat nhi krana chahta...
Jisse hum btana chahte hai...
Kyu wah hme Janna nahi chahta...
Jisse hum dekhna chahte hain...
Kyu wah hme dekhna nahi chahta..
Jisse hum smjana chahte hai...
Kyu wah hme samjana nhi chahta...
Jisse hum apna samya dena chahte hai...
Kyu wah hme apna samya nhi deta...
Bahut si sikayat hai tumse...
Krna bhi chahte hain or nahi bhi...
Kya kre in sikhayato ka ..
Khud ko hi smja lete ...
Aayega asa bhi waqt hmara...
Hogi saari sikayete dur..
Mann me na gile sikhwe honge...
Hoga to bs sukoon...
Kahi pr pahuchne ...
Kahi se nikal kr...
~by nilisha nagar ~
Comments
Post a Comment